Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSamjhauta (1973)
HomeSamjhauta (1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain apna lo ya thukra do pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jo dilon ke naate hain woh jode nahin jaate jod liye tooo phir tode nahin jaate ye naate ye naate ye naate dil mein basaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain anjaane logon mein koi saathi to milega anjaane logon mein koi saathi to milega koi to hoga jo humko samjhega ye sapna ye sapna ye sapna dil mein sajaaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain badi door se aaye hain pyaar ka tohfaa laaye hain hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari hum yaar hai yaaron ke nibha denge yaari yaari hai humko saari duniya se pyaari apna to dil hai saada phir bhi hai atal iraada hai jaan se pyaara waada waada kabhi na todenge jeeteji hum yaaron ka saath na chhodenge jeeteji hum yaaron ka saath na
sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sooraj ko chhune nikla tha aaya haath andheraa koi nahin hai mera meri kismat mein hain thokar yun to bahot hai sahaare mere dil ka deep bhujha to phir kya chaand sitaare chanda waali raat bhi kaali chanda waali raat bhi kaali kaala hai mera saveraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera hooooo oooo oooo oooo ooooo hooooo oooo oooo oooo ooooo rastaa hi rastaa hai aage naa manzil naa kinaara jaane kahaan par le chali hai mujhko samay ki dhaara tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tufaanon ne gheraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera
sainkdon kishor yahaan are sainkdon lata bin sune chalega tumhen kis tarah pata dil na badhao na sahi dil to na todo bekson pe julm ke yun teer na chhodo na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye ye puraane log ye puraane raaste ye puraane log ye puraane raaste maut hai purana pan kala ke waaste mauka naye khoon ko diya hi na jayega mauka naye khoon ko gar diya hi na jayega kala mein phir nayapan kahaan se aa payega jo aaj hai mashhoor jo aaj hai mashhoor kal wo bhi the naye aage kisi ne unko badhaya to badh gaye aage kisi ne unko badhaya to badh gaye na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye kitne hi taansen gum naam reh gaye kitne hi taansen gum naam reh gaye ek mauka na mila to nakaam reh gaye tulsidaas kayi hain kayi taigore bhi yahaan
oooo hoooo hoooo oooo ooooo oooo hooo oooo hoooo haaaaaaaa samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo zindagi mein ghum bhi milte hain hoooo oooo oooo pathjhad aate hi rehte hai pathjhad aate hi rehte hai ye madhuban phir bhi khilte hain hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo raat kategi honge ujaale phir mat girnaa o girne waale raat kategi honge ujaale phir mat girnaa o girne waale insaan wo khud sambhale auron ko bhi sambhale hoo oo insaan wo khud sambhale auron ko bhi sambhale hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo zindagi mein ghum bhi milte hain hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo bhool sabhi se hoti aayi kaun hai jisne naa thokar khaayi bhool sabhi se hoti aayi kaun hai jisne naa thokar khaayi bhoolon se seekhe jo manzil usne paayi hooo oooo bhoolon se seekhe jo manzil usne paayi hoooo oooo oooo samjhauta ghumon se kar lo samjhauta ghumon se kar lo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Door Se Aaye Hain Samjhauta (1973) 04:22 14129
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 14129   

Koi Nahin Hai Mera Samjhauta (1973) 04:01 14130
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anil Dhavan
Duration : 04:01   Song Number : 14130   

Na Roop Dekhiye Na Naam Dekhiye Samjhauta (1973) 06:13 38153
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 06:13   Song Number : 38153   

Samjhauta Ghumon Samjhauta (1973) 04:00 12469
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhavan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:00   Song Number : 12469